Mai Sahir Ban Jaunga, Tum Imroz Ban Jaana

Aesha Patel
Nov 12, 2022

Mai Sahir ban jaunga,

Tum Imroz ban jaana

Mai Amrita ki yaad ban jaunga

Tum uska saath ban jaana

Mai uski adhoori mohabbat ban jaunga

Tum uski mukammal dosti ban jaana

Mai Sahir ban jaunga

Tum Imroz ban jaana.

--

--